Aap to naraaz hi ho gaye. Dekhain bhai jaan main ne aap ki baat ka zara bhi mind nahin kiya albatta aap ki agressiveness kuch nikhar ke samne zaroor ayi hai :-)
Hum Mard group yahan entertainment ke liye ate hain, agar udas shehar main udas sham hi katain to kya faida udas zindagi ka. I liked it that u feel honour for being Gypsy's bro and we respect this honour bhai jaan :-) Maan ke peiron tale jannat ka to pata tha, beevi ke peron tale jooti ka aap hi se pata chal raha hai, hamain to hamari begum ne baraye pyaar se rakha hai :-)
Ab aap dobara agressive ho kar humain koi shair na maar dijiye ga. Have a chill pill :-)