namaz
Zaya na jayegi mehnat namaz ki,
Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki,
Dil me basalo dosto hasrat namaz ki,
Sajde me jaakar lootlo rehmat namaz ki…
RASOOLULLAH(S.A.W) ne farmaya,
Jab apne liye dua karo to dusron ko b yaad kiya karo,
Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar me ho…
These r helpful for our life
1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave.
2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia.
3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger.
4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave…
5. Sura Al Jasiya ---- It'll bring peace in ur life
Al Hadees -----
Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai,
Salaam ka jawab dena,
Mareez ki Eeyadat karna,
Janaze ke Hamrah jana,
Dawat Khabul karna
Cheenk ka Jawab dena
Jannat ke 8 darjey..
1. Jannatul mava.
2. Darul maqaam
3. Darul Salaam
4. Darul Khuld
5. Jannatul-adaan
6. Jannatul-nayeem
7. Jannatul-kasif
8. Jannatul-firdous
Best Leader -------- Allah
Guide -------- Quran
Lyrics -------- Azaan
Loyalty -------- Imaan
Request -------- Dua
Protection -------- Fitra
Oath -------- Kalma
Exercise -------- Namaz
Self Control -------- Roza
Charity -------- Zakat
Tour -------- Haj
Some Facts about Quraan :---
Quran me 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai.
Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai.
Quran me Surah-Al-Baqarah sabse bada Surah hai, aur Surah-Kausar sab se chhota Surah hai.
Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, aur14 din lage.
Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai.
Duniya me Quran 103 language me hai.
Note --- ISLAM KI KOI BAATH CHUPANA, SABSE BADA BAQUEEL HAI……………