farmane nabi
1. Nabi Karem (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya "Libas ki sadgi emaan ki alamton me se 1 alamat hai" Abu Daud
2. Hazrat Muhammad (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya "Dua k siva koi cheez taqdir k faisle ko rad nahi kar sakti aur naiki k siwa koi cheez umer ko nahi barha sakti"
3. Hazoor (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya "Jo mera ummati mujh per juma k din or juma ki raat kasrat se durrod pak parhe ga, us ka drood pak me khud kano se suno ga"
4. App (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya "jis ne meri 1 hadis suni or phir dosron tak puncha di us k liye kayamat k roz meri shafa'at wajib ho gi
HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W)NE FARMAYA..
"MUJHAY BACHON KI 5 ADATAIN BOHAT PASAND HAIN
1) WO RO KAR MANGTAY HIAN AUR APNI BAAT MANWA LAITAY HAIN
2) WO MATTI SE KHELTAY HIAN YANI GHUROR KO KHAK MEIN MILATAY HIAN
3) JHAGRTAY HAIN PHIR SULAH KAR LAYTAY HAIN YANI DIL MEIN HASAD , BUGHZ , AUR KENA NAHI RAKHTAY
4) JO MIL JAYE KHAATAY HAIN AUR KHILATAY HAIN, ZIADA JAMA KARNAY KI HIRS NAHI KARTAY
5) MATTI KAY GHAR BANATAY HAIN AUR KHEL KAR GIRA DETAY HAIN YANI YE BATATAY HAIN K YE DUNYA FANI HAI