Pathan nay eik pressure cooker khareed kar ghar laya aur doosray din wapas karnay pahoonch gaya.

Dokandaar: Tum issay wapas kyun kar rahay ho?

Pathan: Kiya karoon? Ghar mein jawaan jawaan larkiyan hain aur yeh baar baar seeti maarta hai!