DiL Ne KaHa.. *_*

Maine kaha wo Ajnabi hai,
Dil ne kaha ye Dil ki Lagi hai...
Maine kaha wo Sapna hai,
Dil ne kaha phir bhi Apna hai....
Maine kaha wo do pal ki Mulaqaat hai,
Dil ne kaha ye sadiyon ka Saath hai...
Maine kaha wo meri Bhool hai,
Dil ne kaha phir bhi qabool hai...
Maine kaha wo meri Haar hai,
Dil ne kaha yehi to PYAAR hai.... ♥♥♥
0 comments