"Tera kakh na raway"
26 feb. ki baraf barsaati yukhbasta shaam main aik larki mathboy ko dhoka de gai, aur jab mathboy ne usay aik handsome larkay ke saath vespa pe jaatay daikha to unhon ne apni tricycle nehar main uchaal di aur unn ke muh se gaaliyon ka toofan obal parha, moolahiza hon
حسن کی توپ کا گولا مارا تیرا ککھ نہ رہے
تجھ پر گر جائے قطبی تارا تیرا ککھ نہ رہے
بنکنگ کونسل والے تیری ہر شے قرقی کر دیں
چڑھ جائے تجھ پر قرضہ بھارا تیرا ککھ نہ رہے
سردی اندر نہر کے بنے ساری رات کھلوتے
تو نہ آئی لایا لارا تیرا ککھ نہ رہے
دل کی چوری کے الزام میں پولیس کا چھاپہ پڑ جائے
پھڑیا جائے ٹبر سارا تیرا ککھ نہ رہے
ساری غزل سنا کر بھی نہیں ساڑا دل کا مُکیا
ساڈا ہے بس اکو ای نعرہ تیرا ککھ نہ رہے
Iss waqaye ke baad se mathboy ki damagi haalat kaafi makhdoosh batai jaati hai lakin saaray mohalla, baradary aur police walon ke samjhanay keh bawajood inhon ne touba nahi ki. Jis ki wajah se yeh sarkaari drawing room ki saer ke baad sarkaari mehmaan khanay main chakki peesnay main masroof hain. Har khass(lahori) aur aam(lawa) ko mutlay kia jata hai ke Allah ke naam pe hi zamaanat to karwa dain.