Dus bahanay kar keh... Urdu Group

Online aik artilce parha jis main likha tha ke 10 bahnay jo mard aur khawateen kartay hain.. kisi apnay pyaray ya pyari se peecha churanay kay leyay..
Aap inn main se kia choose karain gay, agar karain gay...
1. "I value your friendship too much"... sirf dosti...
2. "It’s me or the X".. Yeh tum se ho nahe sakta
3. "We’ve grown apart".. Ab mujhay koi behter mil sakti hay
4. "If you love someone, set them free".. Mujhay janay do.. chor do mujhay..
5. "I can't afford you".. mairay pass paisay nahe hain aut tum buht kharcheeli ho
6. "You have become like a brother/sister/parent".. Ab kuch kuch kia kuch bhi nahe hota hay..
7. "You don’t understand me"... kia?
8. "We’re too different"... hum dono hain alg alag..
9. "You’ve changed".. tum moti ho gai ho..
10. "I wish I’d met you in five years".. Maaf karo baba