Rikshaw Kee Shayeri ...

Dosto Ye Arts Writing Aap ko Ar rikshay pe nazar aaye gi.....
Jinney apni Maa noo sataya
onay sarie umer rikshaw ie chalaya
------------------------------------
Mera Bharat Mahan(lekin janta preshan)
------------------------------------
Qismet aazma chuka,muqadar azma reha hon
ik bewafa kie khatir rikshaw chela reha hon
------------------------------------
chandni raat beeti ja rehi hey
ullo kie pathi to ab aa rehi hey
------------------------------------
Maan ki dua Janet kie Hawa
Maan ki bed-dua, ja beta rikshaw chela
------------------------------------
Preshan na thiee mein wel asaan
------------------------------------
Mein bera ho ke Corolla banoonga
------------------------------------
Papu yaar tang na ker